×

Hindustan Hindustan Border Lyrics | Shankar Mahadevan | Sonali Rathod

Here is the lyrics and Information about Hindustan Hindustan Border song. This song is released on 26 Mar 1999 by label Venus Worldwide Entertainment and runs for 9:27. This song is from movie Border. It features actor Sunny Deol and singer Shankar Mahadevan, Sonali Rathod. Hindustan Hindustan Border song's music is given by Anu Malik and lyrics penned by Javed Akhtar. It got released in language Hindi.


Hindustan Hindustan Border Full Video Song

Hindustan Hindustan Border Lyrics

LYRICS
Sarve Bhavantu Sukhina
Sarve Santu Niramaya
Sarve Bhadrani Pashhaantu
Maakaschit Dukh Bhaa Bhavet
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan
Hindustan
Hindustan
sacnilk.com
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan
Paanch Hazar Warsha Pehle Isi Ved Mantra Ka Uchhar Karke
Param Peeta Parmatma Ki Yaachana Karte Sabka Bhala Karo Bhagwan
Sabko Sukh Aur Shanti Do Aur Paanchso Warsha Pehle
Isi Paath Ko Saral Bhasha Mein Dohraya
Nanak Naam Jalti Kala
Tere Paani Sarvata Bhala
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan
Parantu Sabke Liye Sukh Aur Shanti Maannewale Hindustani
Kya Khud Shanti Se Sakte Rehte Bhi Toh Kaise Rehte
Unki Dharti Ka Dusra Naam Sone Ki Chidiya Hai
Jiski Mitti Mein Sona Aur Jungalo Mein Chandan Hai
Shayad Isiliye Prakriti Ne Iski Suraksha Ke Liye
Uttar Mein Himalaya Dakshin Mein Hind Mahasagar
Purab Mein Bangal Ki Khadi Aur Paschim Mein Thar Ka Registan Bana Diya Tha
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan
Phir Bhi Sone Ki Chamak Aur Chandan Ki Khushbu Bahar Ke Hamlaawaro Ko Lubhati Rahi
Sikandar Ke Ghodo Ki Taapo Ne Hamare Dharti Ke Seene Ki Dhadkan Tez Kar Di
Tohun Mangol Arab Purtagali Francisi Aur Angrej Koi Pichhe Na Raha
Sab Aaye Aur Aate Hi Rahe
Shayad Nahi Jaante The Ke Jahaan Sab Duniyawale Apni Apni Matroobhoomi Se Pyar Karte Hain
Waha Hindustani Apni Matroobhoomi Ki Pooja Karte Hain
Jee Haa Pooja
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan
Karodon Hindustaniyon Ki Bhaavna Ko Shabdo Mein Dhaalte Hue Hi Toh Bankim Babu Ne Kaha Tha
Sujalam Sufalam Malayaj Shitalam Shashya Shamlam Mataram Vande Vande Mataram
Hamlaawaro Ko Haar Maankar Wapas Jaana Pada
Par Kutch Log Yahi Reh Gaye Unhe Hamari Dharti Maa Ne God Le Liye
Aur Itihaas Sakhsi Hai Maa Ne Apni God Se Janme Aur God Liye Bachho Mein Kabhi Antar Nahi Kiya
Shayad Isiliye Jab Jab Kisi Hamlawar Ne Hamari Dharti Ke Seene Par Paanv Rakhna Chaha
Sab Bachhe Seena Taankar Saamne Khade Ho Gaye Aur Seema Suraksha Ki Deewar Khadi Ho Gayi
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan
Hamlwar Iss Deewar Se Takrakar Wapas Jaate Rahe
Jo Unniso Basat Mein Hua Wahi San Paisat Aur Wahi Ikahattar Mein
Har Baar Hindustaniyon Ne Wapas Jaate Dushman Ki Or Dosti Ka Haath Badhaya
Kyunki Hamari Mitti Ne Hamein Sikhaya Hain
Yadi Nafarat Karne Wale Nafarat Ka Daaman Nahi Chhodte
Toh Mohabbat Karne Wale Mohabbat Ka Daaman Kyun Chhode
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Hindustan
Meri Aan Meri Shaan Meri Jaan Hindustan

Song Releated Artist

ProfessionArtist
ActorSunny Deol
Music DirectorAnu Malik
SingerShankar Mahadevan
Sonali Rathod
LyricistJaved Akhtar

Song Releated Information

TypeDetails
LabelVenus Worldwide Entertainment
Duration9:27
Release Date26 Mar 1999
Language(s) Hindi
MovieBorder


Disclaimer: Sacnilk Music website only provide lyrics and information for this song. All the copyright for Hindustan Hindustan Border song belongs to Venus Worldwide Entertainment. Here you can't download its Hindustan Hindustan Border MP3 and Video Song. We nor provide Hindustan Hindustan Border Download MP3 Song neither provide Hindustan Hindustan Border Download VIdeo Song.

snlogo
Follow Us On Social Media: Sacnilk
Follow Nj Neetin Jangir (Music Website Updater) On Social Media:
Feedback About Contact Us T&C Privacy Policy Are you a writer/blogger, Work with Us © Sacnilk Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved